Main Teri Yaadon Mein Lyrics - Sanam Teri Kasam | Arijit Singh
Main Teri Yaadon Mein Lyrics From New Romantic Film Sanam Teri Kasam (2016): Starring Mawra Hocane, Harshvardhan Ran, Anurag Sinha, Manish Choudhary, Murli Sharma & Vijay Raaz. The Main Teri Yaadon Mein Song is sung by Arijit Singh and Composed by Himesh Reshammiya while the lyrics are written by Subrat Sinha.
Singer: Arijit SinghLyrics: Subrat Sinha
Music: Himesh Reshammiya
Label: Eros Now
Main Teri Yaadon Mein Lyrics:
Main teri yaadon mein uljha-x2
Teri yaadon ka hai sama..
Tere bin main, main na raha
Teri yaadon ka hai samaa..
Tere bin main, main na raha
Shaamon Saher kaise
Lagte zehar jaise
Tere bagair aise, Oo...
Socha nahi kaise hoon
Darbadar jaise
Hogi basar aise, Oo...
Khamoshiyaan hain khata meri
Tanhaiyaan hain saza meri
Samjha rahi hai ye dooriyaan
Teri meri nazdeekiyaan
Haan teri yaadon ke gum hain
Hai teri yaadon ki khushiyaan
Haan teri yaadon ke gum hain
Hai teri yaadon ki khushiyaan
Tere bin jeena kya mera..
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera..
Tere bin main, main na raha
Sabko khabar hai
Yeh meri saher hai tu
Kya bekhabar hai tu, Oo..
Itni zara si toh haan
Hain tujhe kehni
Kehde nazar se tu, Oo..
Kya itni hai majbooriyaan
Kyu itni na manzuriyaan
Ek mukhtasar si baat hain
Phir zindagi bhar ka sath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya-x2
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Main Teri Yaadon Mein Lyrics - Sanam Teri Kasam | Arijit Singh
Reviewed by Admin
on
18:09
Rating:
