Bewajah Lyrics - Sanam Teri Kasam | Himesh Reshammiya

Bewajah Lyrics From Romantic Film Sanam Teri Kasam (2016): This Song is sung by Stylist Music Director Himesh Reshammiya. Featuring Mawra Hocane, Harshvardhan Ran, Anurag Sinha, Manish Choudhary, Murli Sharma & Vijay Raaz. The Bewajah presented under the banner of Eros Now.
Singer:  Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Himesh Reshammiya
Label: Eros Now

Bewajah Lyrics:


Yaadon ki kaid mein 
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein 
Taar-taar ho gaya dil-x2

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa

Yaadon ki kaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa

Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Is dil ko nahi ye gawaara hai

Purkat ka sharara hain
Kaisa angaara hain
Teri tishnagi ne mujhe mara hai

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa

Rahe saath adhoorapan
Chaahe main jahaan bhi rahoon
Kahi sabar mujhe na aata hain
Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe rahat kyun de jaata hain

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa

Yaadon ki kaid mein 
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein 
Taar-taar ho gaya dil-x2

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnumaa, rehnumaa, rehnumaa
Bewajah Lyrics - Sanam Teri Kasam | Himesh Reshammiya Bewajah Lyrics - Sanam Teri Kasam | Himesh Reshammiya Reviewed by Admin on 17:50 Rating: 5
Powered by Blogger.