Hum Tere Shahar Mein Lyrics - Ustad Ghulam Ali
Hum Tere Shahar Mein Aaye Hain Lyrics From With Love (1996): This Ghazal is sung by Ustad Ghulam Ali and Beautiful lyrics are written by Qaiser Ul Jafri. The heart touching music is composed by Ustad Ghulam Ali.
Singer: Ustad Ghulam Ali
Lyrics: Qaiser Ul Jafri
Music: Ustad Ghulam Ali
Label: N\A
Hum Tere Shahar Mein Lyrics:
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Sirf ek bar mulakat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Meri manzil hai kahan
Mera thikana hai kahan
Meri manzil hai kahan
Mera thikana hai kahan
Subhah tak tujhe se bichhad kar
Mujhe jana hai kahan
Sochne ke liye ek raat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Apni aankhon mein chhupa rakhe hai
Juganoo maine
Apni aankhon mein chhupa rakhe hai
Juganoo maine
Apni palkon pe saja rakhe hai aansu maine
Meri aankhon ko bhi barsat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Aaj ki raat mera dard-e-mohabbat sun le
Aaj ki raat mera dard-e-mohabbat sun le
Kap-kapate huye hothon ki sikayat sun le
Aaj izhaar-e-khayaalat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Bhulna tha to ye iqraar kiya hi kyun tha
Bhulna tha to ye iqraar kiya hi kyun tha
Bewafa tune mujhe pyaar kiya hi kyun tha
Sirf do char sawalaat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Sirf ek bar mulakat ka mauka de de
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah
Hum tere shahar mein aaye hai
Musafir ki tarah-x2
Hum Tere Shahar Mein Lyrics - Ustad Ghulam Ali
Reviewed by Admin
on
17:40
Rating:
