Chamakte Chand Ko Lyrics - Awaargi | Ustad Ghulam Ali
Chamakte Chand Ko Lyrics From Awaargi (1990) : This beautiful ghazal is sung by Ustad Ghulam Ali and Music is composed by Anu Malik while the lyrics are written by Anand Bakshi. Starring - Anil Kapoor, Meenakshi Sheshadri & Govinda.
Singer: Ustad Ghulam AliLyrics: Bakshi
Music: Anu Malik
Label: T-Series
Chamakte Chand Ko Lyrics:
Aa, aa, aa, aa, aa, aa..
Chamakte Chand ko
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Meri awaargi mein mujh ko
Awaara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Bada dilkash, bada rangeen hai
Ye shahar kahte hai
Bada dilkash, bada rangeen hai
Ye shahar kahte hai
Yahaan par hai hazaron ghar
Gharon mein log rahte hai
Mujhe iss shahar mein galiyon ka
Banjara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Main iss duniya ko aksar
Dekh ke haran hota hoon
Main iss duniya ko aksar
Dekh ke haran hota hoon
Na mujhse ban saka
Chhota sa ghar din raat rota hoon
Khuda ya tune kaise
Yeh jahan sara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Mere malik, mera dil kyun tadpta hai
Sulagta hai
Mere malik, mera dil kyun tadpta hai
Sulagta hai
Teri marzi, Teri marzi pe kiska zor chalta hai
Kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Yahi aagaz tha mera, yahi anzam hona tha
Yahi aagaz tha mera, yahi anzam hona tha
Mujhe barbad hona tha, Mujhe nakam hona tha
Mujhe takdeer ne, takdeer ka mara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Meri awaargi mein mujh ko
Awaara bana dala
Chamakte Chand ko
Toota hua tara bana dala
Chamakte Chand Ko Lyrics - Awaargi | Ustad Ghulam Ali
Reviewed by Admin
on
18:43
Rating:
