Kaun Disha Mein Lyrics - Nadiya Ke Paar | Jaspal Singh Ft Sachin
Kaun Disha Mein Leke Chala Lyrics From Nadiya Ke Paar (1978): Starring Sachin, Sadhna Singh. This Romantic Song is sung by Jaspal Singh, Hemlata and Music is composed by Ravindra Jain.
Singer(s): Kaun Disha Mein
Music: Ravindra Jain
Lyrics: N\A
Label: Saregama
Kaun Disha Mein Leke Lyrics:
Re Batuhiya
Kaun Disha Mein Leke Chala
Re Batuhiya
Kaun Disha Mein Leke Chala
Re Batuhiya
Aye thahar-thahar yeh suhani si
Dagar jara dekhan de
Dekhan de
Mann bharmaya naina bandhe
Yeh dagariya
Mann bharmaya naina bandhe
Yeh dagariya
Kahi gaye jo thahar din jaaye ga guzar
Gadi hakan de
Hakan de
Kaun Disha Mein Leke Chala
Re Batuhiya
Kaun Disha Mein
Pahle baar hum nikale hai
Ghar se kisi anjane ke sang ho
Anjane se pahchan badhegi to
Mahak uthega tora aang ho
Mahak se tu kahi bahak na jana
Mahak se tu kahi bahak na jana
Na karna mohe tang ho
Tang karne ka tose nata hai
Guzriya
Tang karne ka tose nata hai
Guzriya
Hey..! thahar-thahar yeh suhani si
Dagar jara dekhan de
Dekhan de
Kaun Disha Mein Leke Chala
Re Batuhiya
Kaun disha mein
Ho..!
Kitni dur, abi kitni dur hai
Aye chandan tora gaon ho
Kitna apna lagan lege hai
Jab koi bulaye leke naam ho
Naam na le to kya kah ke bulaye
Naam na le to kya kah ke bulaye
Kaise chalaye kam ho
Sathi miltava ya anari kaho goriya
Sathi miltava ya anari kaho goriya
Kahi gaye jo thahar din jaaye ga guzar
Gadi hakan de
Hakan de
Kaun Disha Mein Leke Chala
Re Batuhiya
Kaun Disha Mein
Aye gunzaa sun din teri
Sakhiya karti thi kya bat hai
Kahti thi tore sath chaln ko
So aa gaye hum tore sath ho
Sath adhoora tab tak jab tak
Sath adhoora tab tak jab tak
Poore na ho phere 7 ho
Ab hi to apni bali se umariya
Ab hi to apni bali se umariya
Aye thahar-thahar yeh suhani si
Dagar jara dekhan de
Dekhan de
Mann bharmaya naina bandhe
Yeh dagariya
Mann bharmaya naina bandhe
Yeh dagariya
Kahi gaye jo thahar din jaaye ga guzar
Gadi hakan de
Dekhan de
Mann bharmaya naina bandhe
Yeh dagariya
Kaun Disha Mein Lyrics - Nadiya Ke Paar | Jaspal Singh Ft Sachin
Reviewed by Unknown
on
19:58
Rating:
