Ek Aas Liye Lyrics - Khwab - Hemlata, Ravindra Jain

Ek Aas Liye Lyrics From Khwab (1998): This song is picturised on Ashok Kumar, Mithun Chakraborty. Ranjeeta Kaur and Naseeruddin Shah, This song is sung by Hemlata, Jaspal Singh, Suresh Wadkar and music has been composed by Ravindra Jain. It's lyrics are penned by Ravindra Jain.
Singer(s): Hemlata, Jaspal Singh, Suresh Wadkar
Lyrics: Ravindra Jain
Music: Ravindra Jain
Released: 22 February 1980
Music Label: Universal Music
Ek Aas Liye Lyrics:
Ek aas liye vishwas liye,
Mera mann mandir ke nisha dhundhein-x2

Jise aash na ho
Jise aash na ho, vishwas na ho..
Woh kya dhundhe, kahan dhundhe,
Ek aas liye vishwas liye,
Mera man mandir ke nisha dhundhe.

Dharti se aashman tak manzilon ke silsile,
Woh kya kare jise manzil mil ke bhi na mile,
Yu hi hota hai jeewan mein rahta,
Jo chhupa mann mein
Mere sathi vo mil jata hai
Wo bina dhundhe
Ek aas liye vishwas liye,
Mera man mandir ke nisha dhundhe.

Sapna ho jin mein koi soti nahi hai who aankhen,
Sathi adhoore sapne meri bhi aankhon mein jhanke,
Har sukh se bura dukh hai,
Dukh ka apna sukh hai,
Mere sathi sab kuch na mile yaha dhundhe,
Ek aas liye vishwas liye,
Mera man mandir ke nisha dhundhe.

Neet bhor ki yeh lali deti samjhauta jindagi ka,
Jisne andhere kate hoga sawera bhi usi ka,
Koi bhi to sahara de to jine ka ishara de to
Mere sathi wahi manzil tu jaha dhundhe,
Ek aas liye vishwas liye,
Mera mann mandir ke nisha dhundhe
Mera man mandir,
Mera man mandir..
Ek Aas Liye Lyrics - Khwab - Hemlata, Ravindra Jain Ek Aas Liye Lyrics - Khwab - Hemlata, Ravindra Jain Reviewed by Admin on 23:27 Rating: 5
Powered by Blogger.