JAG GHUMIYA (Female) Lyrics - Sultan - Salman Khan

Jag Ghoomeya Song with meaning Full Hind Lyrics From Sultan: This Romantic song is sung by Neha Bhasin and composed by Vishal-Shekhar, It's lyrics are penned by Irshad Kamil, The "Jag Ghumiya" Male Version song is sung by  Rahat Fateh Ali Khan. This song is picturised on Salman Khan, Anushka Shrama & Randeep Hooda.
Song Info:
Singer(s): Neha Bhasin
Music: Vishal-Shekhar
Lyrics: Irshad Kamil
Released: 31 May 2016
Music Label: YRF
Jag Ghoomeya (Female) Lyrics:
Oo..
Na woh ankhiyan ruhani kahi
Na woh chahra nurani kahi
Kahi dil waali baate bhi na
Na woh sazri jawaani kahi
Jag Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag Jag ghumiya thaare jaisa na koi.

Na to rumani kahi
Na to khusbu suhani kahi
Na woh rangli adayein dekhi
Na woh pyaari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna.
Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag ghumiya thaare jaisa na koi.
Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag ghumiya thaare jaisa na koi.

Barisho ke mausam mein bheegi hariyali tu
Sardiyo mein gaalo pe joh aati hai wo lali tu
Raato ka sukoon bhi hain,
Subah ki ajaan hain,
Chahato ki chadaro mein,
Maine hai sambhali tu.

Kahi agg jaisi jalti hain
Bane barkha ka paani kahi
Kabhi maan jana chupke se
Yu hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna.
Jag ghumiya thaare jaisa na koi
Jag ghumiya thaare jaisa na koi.

Apne naseebo mein ya,
Honslein ki baato mein,
Sukhon or dukhon waali,
Saari saugato mein.

Sang tujhe rakhna hai,
Sang tujhe rakhna hai,
Tune sang rehna,
Meri duniyaa mein bhi,
Mere jazbaton mein.

Teri milti nishani kahi,
Jo hain sabko dikhani kahi,
Tu to janti hain marke bhi,
Mujhe aati hai nibhani kahin,
Wo hi karna hai jo hai kehna,
Jag ghumiya thaare jaisa na koi,
Jag ghumiya thaare jaisa na koi,
Jag ghumiya thaare jaisa na koi,
Jag ghumiya thaare jaisa na koi.
JAG GHUMIYA (Female) Lyrics - Sultan - Salman Khan JAG GHUMIYA (Female) Lyrics - Sultan - Salman Khan Reviewed by Admin on 18:54 Rating: 5
Powered by Blogger.