Jag Ghoomeya Thaare Lyrics - Sultan - Rahat Fateh Ali Khan
Jag Ghoomeya Thaare Song with meaning full Hind Lyrics From Sultan: Jag Ghoomeya Thaare is 2nd song of Sultan movie which is sung by Rahat Fateh Ali Khan and composed by Vishal-Shekhar, Jag Ghumiya. The "Jag Ghoomeya Thaare" lyrics are nicely penned by Irshad Kamil. This song is picturised on Salman Khan & Anushka Shrama.
Song Info:
Singer(s): Rahat Fateh Ali KhanMusic: Vishal & Shekhar, Jag Ghumiya
Lyrics: Irshad Kamil
Released: 31 May 2016
Music Label: YRF
Jag Ghoomeya Thaare Lyrics:
Na
woh ankhiyan ruhani kahi
Na
woh chahra nurani kahi
Kahi
dil waali baate bhi na
Na
woh sazri jawaani kahi
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi.
Na
to rumani kahi
Na
to khusbu suhani kahi
Na
woh rangli adayein dekhi
Na
woh pyaari si nadani kahi
Jaisi
tu hai waisi rehna.
Jag
ghumeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghumeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghumeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghumeya thaare jaisa na koi.
Barisho
ke mausam mein bheegi hariyali tu
Sardiyo
mein gaalo pe joh aati hai wo lali tu
Raato
ka sukoon bhi hain,
Subah
ki ajaan hain,
Chahato
ki chadaro mein,
Maine
hai sambhali tu.
Kahi
agg jaisi jalti hain
Bane
barkha ka paani kahi
Kabhi
maan jana chupke se
Yu
hi apni chalani kahi
Jaisi
tu hai waisi rehna.
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi.
Apne
naseebo mein ya,
Honslein
ki baato mein,
Sukhon
or dukhon waali,
Saari
saugato mein.
Sang
tujhe rakhna hain,
Sang
tujhe rakhna hain,
Tune
sang rehna,
Meri
duniyaa mein bhi,
Mere
jazbaton mein.
Teri
milti nishani kahi,
Jo
hain sabko dikhani kahi,
Tu
to janti hain marke bhi,
Mujhe
aati hai nibhani kahin,
Wo
hi karna hai jo hai kehna,
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag
ghoomeya thaare jaisa na koi.
Jag Ghoomeya Thaare Lyrics - Sultan - Rahat Fateh Ali Khan
Reviewed by Admin
on
14:56
Rating: