Yashoda Ka Nandlala Lyrics - Sanjog - Jayapradha, Jeetendra

Yashoda Ka Nandlala Lyrics From Super Hit Movie Sanjog (1986): This song is picturised on Jeetendra, Jayapradha, Vinod Mehra, Aruna Irani & Asrani This heart feeling song is sung by Lata Mangeshkar while the lyrics are penned by Anjaan and Music has been composed by Laxmikant Pyarelal.
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anjaan
Music: Laxmikant Pyarelal
Music Label: Saregama
Yashoda Ka Nandlala Lyrics:

Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Yashoda ka nandlala
Briz ka ujala hain
Mere lal se to
Sara jag jhil milayein

Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Yashoda ka nandlala
Briz ka ujala hain
Mere lal se to
Sara jag jhil milayein

Raat thandi, thandi
Hawa ga ke sualayein
Bhor gulabi palke
Jhoom ke jagayein

Yashoda ka nandlala
Briz ka ujala hain
Mere lal se to
Sara jag jhil milayein
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…

Sotein sotein gehari neend
Mein munna kyun muskayein
Puchho mujhse main
Janu isko kya sapna aayein
Jug, jug se ye lal hain apna
Har pal dekhe bas yahi sapna

Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Jab bhi janam le meri god mein aayein
Mere lal se to sara jag jhil milayein

Yashoda ka nandlala
Briz ka ujala hain
Mere lal se to sara jag jhil milayein
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…

Meri ungali tham ke
Yeh jab ghar aangan mein dole
Mere man mein soyi
Soyi mamta aankhein kholein
Chupke chupke mujhko taake
Jaise yeh mere man mein jhanke
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…

Chehare se aankhein
Nahi hati hatayein
Mere lal se to
Sara jag jhil milayein

Raat thandi, thandi
Hawa ga ke sualayein
Bhor gulabi palke
Jhoom ke jagayein

Yashoda ka nandlala
Briz ka ujala hain
Mere lal se to
Sara jag jhil milayein
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Zu, zu, zu, zu, zu, zu…
Yashoda Ka Nandlala Lyrics - Sanjog - Jayapradha, Jeetendra Yashoda Ka Nandlala Lyrics - Sanjog - Jayapradha, Jeetendra Reviewed by Admin on 16:51 Rating: 5
Powered by Blogger.