Kuch Dino Se Ek Junoon Hai Lyrics - Ishq Ne Krazy Kiya Re | Amitabh Narayan
Kuch Dino Se Ek Junoon Hai Lyrics From Ishq Ne Krazy Kiya Re (2015) - Starring Mugdha Godse, Nishant Malkani, This song is sung by Amitabh Narayan & Lyrics are written by Sameer Anjaan.
Singer: Amitabh Narayan
Music: Lalit Pandit
Lyrics: Sameer Anjaan
Label: T-Series
Kuch Dino Se ek Junoon Hai Lyrics:
Uss dar pe hai...!
Meri zindagi ka nishaan
Rehne lagi...!
Meri chahtein rehta hai
Dilbar jahan, dil wahan...!
Kuch din se ek junoon hai bakhuda
Ek pal bhi na sukoon hai bakhuda
Honthon pe raat din hai yeh duaa
Manzil ko dhoondh lega raasta
Aankhon pe mere chhaya hai
Umeedon ka jahaan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasman
Dil befiqra jeene chala
Ab aayega maza
Wo...! Mere pichhe hoga zamana
Wo...! gaaunga aisa tarana
Wo...! Mere pichhe hoga zamana
Wo...!
Kaise main kar doon yeh kissa bayaan
Koi na samjhega dil ki zubaan
Dhadhkan dhadkan gaane lagi hai
Nagma mohabbat bhara
Toote naa ye silsila
Haan..! Aankhon pe mere chhaya hai
Umeedon ka jahaan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasman
Dil befiqra jeene chala
Ab aayega maza
Wo...! Mere pichhe hoga zamana
Wo...! gaaunga aisa tarana
Wo...! Mere pichhe hoga zamana
Wo...!
Chahat ka jaadu toh chal jaata hai
Yeh aks saanson mein dhal jaata hai
Ehsaan mein jo ghul gaya hai
Wo hai tazurba naya
Jispe hua main fidaa
Aankhon pe mere chhaya hai
Umeedon ka jahan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasmaan
Dil befiqra ab jeene chala
Ab aayega maza
Wo…!
Kuch Dino Se Ek Junoon Hai Lyrics - Ishq Ne Krazy Kiya Re | Amitabh Narayan
Reviewed by Admin
on
21:06
Rating:
