Jawaan Hai Mohabbat (Cover) Lyrics - Sung by Vasuda Sharma Ft. Naushad Ali

Jawan Hai Mohabbat
Jawaan Hai Mohabbat (cover) Lyrics : Sung by Vasuda Sharma. The original track was taken from the Anmol Ghadi (1946). Featuring Surendra, Suraiya & Noor Jehan.
Singer: Vasuda Sharma
Original: Noor Jehan
Music: Naushad Ali
Lyrics: Tanvir Naqvi
Label: Being Indian Music


Jawaan Hai Mohabbat Lyrics:

Jawaan hai Mohabbat
Haseen hai zamaana
Lutaaya hai dil ne
Khushi Ka khazaana

Jawaan hai Mohabbat
Haseen hai zamaana
Lutaaya hai dil ne
Khushi Ka khazaana

Mohabbat karen
Khush rahen muskurayen
Khush rahen muskuraayen

Mohabbat karen
Khush rahen muskurayen
Khush rahen muskuraayen

Na soche humein
Kya kahega zamaana,
Kya kahega zamaana

Jawaan hai Mohabbat
Haseen hai zamaana
Lutaaya hai dil ne
Khushi Ka khazaana

Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hai
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hai
Kisi ne na dekhaa kisine na Jaana,
Haan kisi ne na jaana


Jawaan hai Mohabbat
Haseen hai zamaana
Lutaaya hai dil ne
Khushi Ka khazaana
Khushi Ka khazaana

Haseen hai zamaana
Lutaaya hai dil ne
Khushi Ka khazaana

Khushi Ka khazaana - (x3)
Jawaan Hai Mohabbat (Cover) Lyrics - Sung by Vasuda Sharma Ft. Naushad Ali Jawaan Hai Mohabbat (Cover) Lyrics - Sung by Vasuda Sharma Ft. Naushad Ali Reviewed by Unknown on 21:06 Rating: 5
Powered by Blogger.