Guddu Rangeela (Title) Lyrics - Arshad Warsi | Divya Kumar, Amit Tridevi
Guddu Rangeela (Title) Song Lyrics Sung by Amit Trivedi, Divya Kumar, Starring - Arshad Warsi, Aditi Rao Hydari and Lyrics written by Irshad Kamil.
- Song: Guddu Rangeela
- Singer(s): Amit Trivedi, Divya Kumar
- Lyrics & Music: Irshad Kamil & Amit Trivedi
- Label: Zee Music
Meethe kalakand hai
Joote ki jodi sa joda hai inka
Hey pauon adha saath main
Chunni leke khairaat main
Naada bhi thoda sa dheela hai jinka
Thali ke began dono jann
Guddu rangeela
O waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Hey gaali jaise gande hai
Meethe kalakand hai
Joote ki jodi sa joda hai inka
pauon adha saath main
Chunni leke khairaat main
Naada bhi thoda sa dheela hai jinka
Thali ke began dono jann
Guddu rangeela
O waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Do bagi hai anuragi
Dono ke piche fire maut bhagi
Hoye...!
Aree yeh bhogi hai bairagi
Hai saaf aage se peeche se dagi
Hey yeh lafander ye bavander
Yeh sikandar ye kalnder
Koi na jane ke dono hai kya
Hey dono pakke dheeth hai
Aansu peete neat hai
Dil se bhi nata hai thoda inka
Baton ki saudagri
Thoken seedha dadagiri
Tattu sa dode hai ghoda bhi jinka
Thali ke began dono jann
Guddu rangeela
Aree O waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Yeh paji tikdam bazi
Mein ki dono ne B.A tazi-tazi
Hoye, hoye...!
O rang birange inke lahu main
Dode sharafat se puri dhoke bazi
Kabhi murgi kabhi ande
Kabhi roti kabhi dande
Khake sote hai tange failaa
Hoye puthi sidhi harkate
Dheeli dhaali kismate
Laton ke bhooton se rishta ha inka
Oye jaane saare totke
Peeche bhage note ke
Chillar se koi na matlab jinka
Thali ke began dono jann
Guddu rangeela
Aree O waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Guddu Rangeela (Title) Lyrics - Arshad Warsi | Divya Kumar, Amit Tridevi
Reviewed by Admin
on
19:03
Rating:
Reviewed by Admin
on
19:03
Rating:
