Bhar Do Jholi Meri Lyrics - Bajrangi Bhaijaan | Adnan Sami

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad Song Lyrics sung by Adnan Sami and composed by Pritam Chakraborty Features - Salman Khan, Kareena Kapoor Khan & Nawazuddin Siddiqui.
Bhar Do Jholi Meri Lyrics
  1. Song: Bhar Do Jholi Meri
  2. Singer: Adnan Sami
  3. Lyrics & Music: Kausar Munir & Pritam Chakraborty
  4. Label: T-Series
Bhar Do Jholi Meri Lyrics:
Tere darbaar mein dil tham ke woh aata hai
Jisko tu chahe, hey nabi tu bulata hai
Tere dar pe sar jhukaye main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haye nabi tu chahe banata hai

[Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main naa jaunga khali]-x4

Band deedo mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardo ko dil mein
Band deedo mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardo ko dil mein
Jab talak tu bana de na tu bigdi
Dar se tere na jaye sawaali

Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main naa jaunga khali
Khaali…!

Bhar do jholi...! aaka ji
Bhar do jholi...! hum sab ki
Bhar do jholi...! nabi ji
Bhar do jholi meri sarkar-e-medina
Laut kar main na jaunga khali

[Khojte khojte tujhko dekho
Kya se kya ya nabi ho gaya]-x2

Bekhabar dar badar phir raha hoon
Main yaha se waha ho gaya hoon
Bekhabar dar badar phir raha hoon
Main yaha se waha ho gaya hoon

De de ya nabi mere dil ko dilaa\sa
Aaya hoon door se main hoke ruhasa
De de ya nabi mere dil ko dilasa
Aaya hoon door se main hoke ruhasa

Kar de karam nabi, mujh pe bhi zaraa sa
Jab talak tu...! Jab talak tu...!
Panah de na dil ki
Dar se tere na jaye sawaali

Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main na jaunga khali

Bhar do jholi meri tajdaar-e-medina
Laut kar main na jaaunga khaali

Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main na jaunga khali

Janta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin raha hai na tu dhadkane
Janta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin raha hai na tu dhadkane

Aah nikli hai toh chand tak jayegi
Tere taaro se meri dua aayegi
Aah nikli hai toh chand tak jayegi
Tere taaro se meri dua aayegi

Aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Dar se tere na jaye sawaali

Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main na jaunga khali

De taras kha taras mujh pe aaka
Ab laga le tu mujh ko bhi dil se
De taras kha taras mujh pe aaka
Ab laga le tu mujh ko bhi dil se

Jab talak tu mila de na bichhdi
Darr se tere na jaye sawaali
Bhar do jholi meri ya muhammad
Laut kar main na jaunga khali

Bhar do jholi...! aaka ji
Bhar do jholi...! hum sab ki
Bhar do jholi...! nabi ji
Bhar do jholi meri sarkar-e-medina
Laut kar main na jaunga khali

Dum dum ali ali dum ali ali
Dum ali ali dum ali ali…!
Bhar Do Jholi Meri Lyrics - Bajrangi Bhaijaan | Adnan Sami Bhar Do Jholi Meri Lyrics - Bajrangi Bhaijaan | Adnan Sami Reviewed by Admin on 14:34 Rating: 5
Powered by Blogger.