Bezubaan Phir Se Lyrics - Varun Dhawan, Shraddha Kapoor | ABCD 2

Bezubaan Phir Se Lyrics From Any Body Can Dance 2 : Features Varun Dhawan, Shraddha Kapoor and a Spiritual Song sung by Vishal Dadlani and Music composed by Sachin-Jigar while the Lyrics are written by Mayur Puri.
Bezubaan Phir Se
Bezubaan Phir Se
  1. Song: Bezubaan Phir Se
  2. Singer: Vishal Dadlani
  3. Lyrics & Music: Mayur Puri & Sachin-Jigar
Bezubaan Phir Se Lyrics:

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raaho main kaante...!
Aur Main bhi ziddi aau kismat ke Aade 
Na roke ruku, Tu gira main uthun
Pinjare todkar failaunga main par
Tujh mein jitna hai zor tu laga le magar
Hash ke kat jayega, Na Jhukega yeh sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raaho main kaante...!
Na roke ruku, Tu gira main uthun

Regzaaron mein aag hai jitni
Hai Lahu kholta mera inn ragon main phir bhi
Khaak saaron ka khaak Hi kaafi
Raas mujh ko hai khamoshi meri

Bezubaan kab se mein raha
Begunah sehta mein raha
Bezubaan kab se mein raha
Begunah sehta mein raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raaho main kaante...!
Ki ki kismat na baate Hai
raho main kaante hai

Sau Sawal Hai
Sau hai laante
Suni aankhon mein chalti umeed hai
Na mila mauka, Na mili Maafi
Kehdo kitni aur saza baaki

Bezubaan kab se mein raha
Begunah sehta mein raha
Bezubaan kab se mein raha
Begunah sehta mein raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raaho main kaante...!
Aur Main bhi ziddi aau kismat ke aade 
Na roke ruku, Tu gira main uthun
Pinjare todkar failaunga main par
Tujh mein jitna hai zor tu laga le magar
Hash ke kat jayega, Na Jhukega yeh sar
Bezubaan Phir Se Lyrics - Varun Dhawan, Shraddha Kapoor | ABCD 2 Bezubaan Phir Se Lyrics - Varun Dhawan, Shraddha Kapoor | ABCD 2 Reviewed by Admin on 22:31 Rating: 5
Powered by Blogger.