Thoda Sa Pyaar Lyrics-Monsoon | Mohammad Irfan,Srishti Sharma & Shawar Ali
- Movie Title: Monsoon
- Song Title: Thoda Sa
- Lyrics Penned: Krishna Bharadwaj
- Singer: Mohammad Irfan
- Music Director: Biswajeet Bhatacharjee
- Features: Shahwar Ali,Raja Gulati & Kanika Gupta
Thoda Sa Lyrics:
Paa liya khud ko maine
Tujh mein doob ke
Paa liya khud ko maine
Tujh mein doob ke..!!!
Kyun aaj kal hosh rehta nahi
Rabba na jaane kho gaya dil kahin
Jeena bezaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
Ye aitbaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai..!!!
Tum aas paas raho toh
Kitna haseen aalam ho
Tum aas paas raho toh
Kitna haseen aalam ho
Ehsaas tumko karun toh
Dhoop mein bhi shabnam ho
Tu mujh mein shumaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai..!!!
Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa
Jeena sazaa tha mera tere bina
Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa
Jeena sazaa tha mera tere bina
Tuhi talab thi meri tu hi sabab thaa mera
Tha na wajood mera tere bina
Ishq beshumaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai...!!!!
Thoda Sa Pyaar Lyrics-Monsoon | Mohammad Irfan,Srishti Sharma & Shawar Ali
Reviewed by Admin
on
18:19
Rating:
