Yaara Re Lyrics & Video | Roy (2015) | Ankit Tiwari & Kay Kay
Yaara Re Song Info:
- Movie Title:Roy (2015)
- Song Title: Yaara Re
- Singer:Kay Kay
- Music Composer:Ankit Tiwari
- Lyrics writer: Sandeep Nath
Lyrics:
Ajnabi kahein ke apna kahein
Ab kya kahein...kya na kahein
Ajnabi kahein ke apna kahein
Ab kya kahein...kya na kahein
Ishaare bhi chhup hain.. zubaan khamosh hai
Sadaa ghumsum si hai.. tanha aaghosh hain
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Tu chhoot kar...kyun chhoota nahin
Kuchh to judaa hai abhi
Main toot kar.. kyun toota nahin
Jeene mein hai tu kahin
Ishaare bhi chhup hain.. zubaan khamosh hai
Sadaa ghumsum si hai.. tanha aaghosh hain
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Hai har ghadi.. woh tishnagi
Jo ek pal bhi na bujhi
Hai zindagi chalti hui
Par yeh zindagi hi nahin
Ishaare bhi chhup hain.. zubaan khamosh hai
Sadaa ghumsum si hai.. tanha aaghosh hain
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re...Yaara re...!!
Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara Re Lyrics & Video | Roy (2015) | Ankit Tiwari & Kay Kay
Reviewed by Admin
on
20:36
Rating:
Reviewed by Admin
on
20:36
Rating:
