Saanson Ko Zid Song Lyrics | Arijit Singh | Mannara & Karanvir Sharma

- Movie/Album:ZiD
- Song:Saanson Ko
- Singer: Arijit Singh
- Music: Sharib-Toshi
- Lyrics: Shakeel Azmi
- Starring: Mannara, Karanvir Sharma & Shraddha Das
Saanson Ko Lyrics:
Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to kinara mill gaya
Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga..!! (x2)
Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya..!!!
Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara..!! (x2)
Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon me
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz bann ja zara
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada..!!!
Saanson Ko Zid Song Lyrics | Arijit Singh | Mannara & Karanvir Sharma
Reviewed by Admin
on
21:39
Rating:
