Pehla Nasha Lyrics | Udit Narayan | Jo Jeeta Wohi Sikandar | Aamir Khan

Pehla Nasha Lyrics From Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992): This Song is Sung by Udit Narayan & Sadhana Sargam,Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri & Music composed by Jatin-Lalit.The Starring:Aamir Khan &Ayesha Jhulka.
  • Movie/Album:Jo Jeeta Wohi Sikandar
  • Song:Pehla Nasha
  • Song: Pehla Nasha Pehla Khumar
  • Singer: Udit Narayan & Sadhana Sargam
  • Lyrics: Majrooh Sultanpuri
  • Starring: Aamir Khan & Ayesha Jhulka


Pehla Nasha Lyrics:
Chaahe tum kuch na kaho
maine sun liya
Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya.!! Maine Sun liya

Pehla Nasha, Pehla Khumar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata..!!

Pehla Nasha, Pehla Khumar

Udta hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaun in ghataon mein kahin
Udta hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha, Pehla Khumar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha, Pehla khumar..!!

Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya woh hazaaron range ke
Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaun jaise main haar ke
Aur choome woh mujhe pyaar se

Pehla nasha, Pehla khumar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar

Mere dil-e-bekaraar
Pehla Nasha Lyrics | Udit Narayan | Jo Jeeta Wohi Sikandar | Aamir Khan Pehla Nasha Lyrics | Udit Narayan | Jo Jeeta Wohi Sikandar | Aamir Khan Reviewed by Admin on 20:33 Rating: 5
Powered by Blogger.