Main Rahoon Ya Na Lyrics - Amaal Mallik | Emraan Hashmi, Esha Gupta
![]() |
Main Rahoon Ya Na Rahoon |
Musician:
Amaal Mallik
Singer:
Armaan Malik
Lyricists:
Rashmi Virag
Label:
T-Series
मैं रहूँ या ना रहूँ / Main
Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics:
Tum mujhme kahi baaki
rehna
Mujhe neend aaye jo
aakhiri
Tum khwabon main aate
rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahi baaki
rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samjh lena bundon main
main hoon
Subah dhoop tumko sataye
Samjh lena kirno main
main hoon-x2
Kuch kahoon ya na kahu
Tum mujhko sada sunte
rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna-x2
Hawaon main lipta hua
main
Guzar jaunga tumko chhu
ke
Agar mann ho tum rok
lena
Thahar jaunga in labon
pe-x2
Main dikhoon ya na dikhoon
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna-x2
Hmm..!
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna-x2
Main rahoon ya na rahoon
Tum Tum mujhme kahi
baaki rehna
Main Rahoon Ya Na Lyrics - Amaal Mallik | Emraan Hashmi, Esha Gupta
Reviewed by Unknown
on
19:51
Rating:
