Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics - Mohammad Irfan

Chhu Kar Mere Man Ko
Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics: It is a super new classical Song “Chhu Kar Mere Man Ko” sung by Mohammad Irfan.

Singer:  Mohammad Irfan
Musician: Ajay Singha
Label: Strumm Entertainment Pvt. Ltd.





Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics:

Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishaara-x2
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishaara

Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaun
Tere liye main gaun

Geet tere bolon pe
Likhta chala jaun
Likhta chala jaun
Mere geeton mein
Tujhe dhunde jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishaara

Ha ha ha..!-x3

Aaja tere aanchal yeh
Aaja tere aanchal ye
Pyar se main bhardu
Pyar se main bhardu

Khushiyan jahan bhar ki-x2
Tujhko nazar kardu-x2
Tu hi mera jeevan
Tuhi jeene ke sahara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishaara
Badla ye mausam
Lage pyara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya tune kya ishaara
Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics - Mohammad Irfan Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics - Mohammad Irfan Reviewed by Unknown on 20:45 Rating: 5
Powered by Blogger.