Karna Padta Hai (Title) Lyrics - Sung by Devang Patel

Karna Padta Hai (Title) Lyrics - Sung by Devang Patel and also composed by Devang Patel.
Karna Padta Hai - Devang Patel
Singer: Devang Patel
Lyrics: Devang Patel
Music: Devang Patel
Label: Zee Music Company
Karna Padta Hai (Title) Lyrics:

Karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai 
To karna padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai
To karna padta hai

Maana ki aalu vadda acha lagta hai
Maana ki aalu vadda acha lagta hai
Par roj roj khane mein wo
To kadva lagta hai
Par roj roj khane mein wo 
To kadva lagta hai

Isi tarah rakhna padta hai
Rakhna padta hai
Biwi ke alawa 2-3 setting
Rakhna padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai
To karna padta hai

Maana ki kaam ka tension lena padta hai
Maana ki kaam ka tension lena padta hai
Par tension se bhi toh relax hona padta hai
Par tension se bhi toh relax hona padta hai

Issi liye peena padta hai
Peena padta hai
Sham dhalte hi beer, whisky 
Peena padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai
To karna padta hai

Maana apna thobda na bura lagta hai
Maana apna thobda na bura lagta hai
Par video dekhne wala saala
Kuch dekhna mangta hai
Par video dekhne wala saala
Kuch dekhna mangta hai

Issi liye nachna padta hai
Nachana padta hai
Latke mein ye hot ladkiyan dikhana padta hai
Mere bhai karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai
To karna padta hai
Karna padta hai
Karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai

To karna padta hai
Karna Padta Hai (Title) Lyrics - Sung by Devang Patel Karna Padta Hai (Title) Lyrics - Sung by Devang Patel Reviewed by Admin on 23:57 Rating: 5
Powered by Blogger.