Shaitaaniyan Raat Bhar Lyrics & Video | Badmashiyaan (2015) | Ankit Tiwari
Shaitaaniyan Raat Bhar Song Info:
- Movie Title : Badmashiyaan (2015)
- Song Title: Shaitaaniyan Raat Bhar
- Singer's : Ankit Tiwari
- Music composer : Bobby - Imran
- Lyrics writer : Shabbir Ahmed
- Starring: Suzanna Mukherjee, Sidhant Gupta, Karan Mehra, Sharib Hashmi & Gunjan Malhotra
Lyrics:
Shabh ki bahon mein so ja aye subaha
Khaabon ko tere palkon pe du sajaa
Shabh ki bahon mein so ja aye subaha
Khaabon ko tere palkon pe du sajaa
Gunje saason mein teri hi sada
Main lafz tera, too hai meri zuban
Shaitaaniyan raat bhar
Kar le aa toot kar
Badmashiyaan raat bhar
Kar le aa toot kar
Milna tera, milna mera
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi meelon juda
Rahein milin jo too mila
Shaitaaniyan raat bhar
Kar le aa toot kar
Badmashiyaan raat bhar
Kar le aa toot kar.
Shaitaaniyan Raat Bhar Lyrics & Video | Badmashiyaan (2015) | Ankit Tiwari
Reviewed by Admin
on
21:25
Rating:
