Kabutar Ja Ja Ja Lyrics & Video Maine Pyaar Kiya | Lata Mangeshkar & S P Balasubramanyam
- Movie Title:Maine Pyaar Kiya
- Song Title: Kabutar Ja Ja Ja
- Singer's: Lata Mangeshkar & S P Balasubrahmanyam
- Music Director: Raamlaxman
- Lyrics writer: Asad Bhopali
Lyrics:
Ja ja ja ja ja ja ja ja
Kabutar ja ja ja - x3
Pehle pyar ki pehli chitthi
O o pehle pyar ki pehli chitthi
Sajan ko de aa
Kabutar ja ja ja - x4
Unse kehna jabse gaye tum
Mai to adhuri lagti hu
In hontho pe chup si lagi hai
Na roti na hansti hu
Bhul hui jo unhe sataya
O o bhul hui jo unhe sataya
Aisa paap kiya
Kabutar ja ja ja - x4
Ja ja
Mann hi mann me unko apna
Sab kuch maan chuki hu mai
Vo kya hai mai kaun hu
Unki ab ye jaan chuki hu mai
Unko apne sath hi lana
O o unko apne sath hi lana
Dil hi nahi lagta
Kabutar ja ja ja - x4
Ja ja
Oh oh ho ho ho - x2
Yaha ka mausam bada hasin hai
Phir bhi pyar udas hai
Unse kehna door sahi mai
Dil to unhi ke paas hai
Tu ye sandesa unko sunana
O o tu ye sandesa unko sunana
Mai pichhe aaya
Kabutar ja ja ja - x4
Jaha bhi dekhu tum hi tum ho
Aur nazar na kuch aaye
Dil ye chahe is aalam me
Kash zamana ruk jaye
Aaj se pehle kabhi nahi thi - x2
Itni hasin duniya
Kabutar Ja Ja Ja Lyrics & Video Maine Pyaar Kiya | Lata Mangeshkar & S P Balasubramanyam
Reviewed by Admin
on
23:38
Rating:
